Tuesday, December 21, 2010

Zulm sehne se halat na bdlenge kbi

Tum ko ata hi nai shikwa shikayat krna
Meri mano tum na kisi se mohabbat krna
Ab jo bikhra to mushkil se sameto ge mujhe
Phir se na esi shararat karna
Zulm sehne se halat na bdlenge kbi
Ab zruri hai ameer-e-sheher se baghawat krna


Share

No comments:

Post a Comment